Assalam-o-Alaikum .Lijiye Dosto...kaafi dino baad haazri lag gaii...hmmm kya bataayen ke kahan they...kyon they....kya kar rahe they...patta hota tou bataayen bhi.....hosh-o-hawaas tou farishton ne ghaayeb kar rakhe hain....vo hain hi itne pyaare....mun mohne....jis tarha ek lajawaab zaayeqa hosh uda deta hai, bilkul usi tarha ye bhi hosh gum kar dete hain...
Chaliye aaj ki is simple si recipie ki shaan may mokhtasar sa qaseeda pesh karun....Miss paasta alfredo....ye banaane may aasan...khaane may us say bhi zyada asaan...in say sabhi khush hojaate hain..kya ghar waale kya mehmaan.....jub bhi zaayeqa badalne ka mood ho isey azmaaiye....khaaiye khilaaiye...tou aaiye chalen...uljhe huye rishton ko suljhaane...jo bilkul paasta ki recipie ki tarha asaan nahi hain....asaan kaam tou sabhi kar lete hain...baat tou tab hai jub mushkilon ko asaani say hul kar liya jaaye....kyon kya khayaal hai...
Ingredients
-------------------------
1 pack Pasta
1 cup large shrimps
3 cups Vegetables-onions, peas, brocolli, capsicum, carrot,
1 tsp. Garlic(paste)
1 tsp. Cumin Seeds
1 tsp. Green Chili Paste
½ cup Butter
1 tbsp. Vegetable Oil
½ tsp. Turmeric Powder
Spring Onion for garnishing
Salt to taste
Directions
--------------------------
Boil pasta as per instructions on the packet.
Cut all vegetables in long pieces....
In a vessel, put oil and fry all the veg on high flame for 2 minutes add a pinch of salt to taste and keep asideI.
In a pan put butter....add cumin seeds fry for 1 minute.
add green chilli and garlic paste..fry for 1 minute. Optionally add 1/2 tsp turmeric powder for colour.
Add pasta and vegetables. add salt to taste.
Garnish with finely chopped greens of green onions and serve hot.
No comments:
Post a Comment