Assalam-o-Alaikum
Dosto…ek arsey daraz ke baad aap sab say milne ka ek puraana bahana le kar aai
hun…ye kabab tou aap sab ke jaane pehchane hain…zaayeqa bhi …..magar maine
kabhi banaaye nahi…sirf khaaye hain..shaayed aap may say bhi bahuton ne sirf
khaaye hi honge..so kyon na ab ke banaaye jaayen ..khaaye jaayen , khilaaye
jaayen…waise dosto…daur ab shahi pakwanon ko hazam karne ka guzar chukka…fast
food aur sauces ki bharmaar ne medon ka qudrati nizaam tahas nahas kar daala
hai..so ab ghaur karne ka waqt hai..zara sa shauq, thodi si lagan…aur apnon ki shehath
ka khayaal…isi mixture ka naam mohabbat hai..aur aap sab ko isi mohabbat ka
waasta….noodle ho ya pasta ghar may pakaayen..saaf suthra zaayeqedaar khaana
apnon ko khilaayen…sehathmand rahen, sehathmand rakhen….ok ji…
Ingrediants
--------------------
1 kg
beef / lamb kheema finely minced
I tbs
red chillie powder crushed
½ tsp
black pepper coarsely grounded
1 tbs
coriander roasted and coarsely grounded
1 tsp
cumin seeds ( zeera) roasted and finely grounded
6 greenn
chillies finely chopped
1 medium
onion finely chopped
4
tomatoes finely chopped
1 bunch
of fresh mint leaves ( podina) finely
chpped
1 bunch
of fresh coriander leaves bunch finely chopped
Salt to
taste
1 egg
Cooking oil
Direction
----------------
Mix all
of the ingrediants with minced beef and knead well . set aside for 15 to 20 minutes.
Take
about 1 ¼ tablespoon of mixture in your hand..Place it in center of your palm,
Roll it to form a smooth ball..Flatten the ball by pressing firmly between
your palms. These kababs will be a little bigger in size than usual round kababs.
Heat oil
in frying pan. When oil gets hot lower heat and fry kababs until wll done.
Now you
can garnish your delicious kababs with onions tomatoes mint leaves and serve with green chutney and hot sauce.
No comments:
Post a Comment