Assalam-o-Alaikum shaayeqaan-e-pakwaan…ummid hai ke mosam ne
mizaj aur zaayeqe dono per koi khaas asar nahi choda hoga..kyon….is tez-raftar
daur ki yehi tou khasiyet hai ehsaas se tak mauqa chin leta hai mehsus karne ka…dil
aur dimagh is qadar masruf hain ke khud apni bhi khabar nahi milti….kyon na
khud ko kuch sakun ke pal atta kiye jaayen…ye usi ka bahana hai…jis ka naam
banana aur khaana hai…
Ye hyderabadi Biriyani bilkul asani
se ban jaati hai aur zaayeqa may lajawab hai.....aur dastakhwan ki shaan bhi….mera
khayaal hai aap may se bahut se logon ne banaii bhi hogi khaai bhi hogi…magar
ye mujhe behad pasand hai aur mai apni pasand aap sab se share kar rahi hun..
Ingredients
--------------
1 kg meat
1 Tbsp salt
1 Tbsp ginger garlic paste
1 Tbsp red chilli paste
1 Tbsp green chilli paste
2 cups sauted brown onions to taste
1/2 Tbsp cardamom powder
3-4 sticks cinnamon
1 Tbsp cumin seeds
10 cloves
pinch of mace
mint leaves to taste
2 Tbsp lemon juice
1 cup curd
¼ cup clarified butter
750 gm semi cooked rice
1 tsp saffron
1/2 cup of oil
Method
--------------
Clean the meat. Then in a pan add
meat, salt, ginger garlic paste, red chilli powder, green chilli paste, sauted
brown onions, cardamom powder, cinnamon, cumin seeds, cloves, mace, mint leaves
and lemon juice. Mix it well. Add curd,
clarified butter, saffron, water and oil and mix it well. Leave it for 2 hours for marination…after two
hours add semi cooked rice ( ,Now apply sticky dough on the sides of the
pan. Cover with lid to seal it and cook
for about 45 minutes. Yummy Hyderabadi Biryani
is ready to eat. Garnish it with boiled eggs and serve hot.
If u want to make chicken biriyani u
can mix all ingrediants and add half cooked rice and cook for 25 minutes..
No comments:
Post a Comment