Tuesday, March 28, 2017

Gosht khana badosh....


Banjari Gosht



Assalam-o-walaikum Dosto....zaayeqa ka ye safar kahan ruk saka hai....uljhanon ko bhi aram deta hua pareshaniyon ka muh modta hua aage badhne ke mauqe faraham karta hua badhta hi chala jaa raha hai.....Mizaj ke mosm zaayeqon se badal jaate hain...

Kaafi dinon se ye safar ruka hua zarur tha magar Zaayeqa her taraf mehek hi raha tha....lijiye aaj phir ek lazeez zaayeqe ke saath aapki maiz per sajne ke liye ek chatpati main dish aaya hi chahti hai....try kijiye ....aur asani se kum waqt may luzzatdar gosht ka maza lijiye aur apne mood ko mehkaaiye....ye khushrang zaayeqa rajasthan ki meeraas hai....hum tak bhi pahuncha hai...hum hindustani panchrangi khanon ke shauqeen hote hain....hamare zaayeqon ki train pure hind ka safar karti huii dil ke junction per pahunchti hai ....chalein phir khaayen khilaayein aur hum ko azmaayen...




Ingredients
----------------
1/4 cup oil

3 pound mutton

2 finely chopped onions

whole garam masala

2 tsp ginger-garlic paste

1 tbs red chilli powder

salt to taste

1 tsp turmeric

1 tbp coriander powder

3 tbs coriander seeds- roasted and crushed

1/2 cup yogurt


6 whole red chillies 

----------------------------------------------------------


Method
------------

Heat oil, add sliced onions and saute till they turn brown.  Then add ginger-garlic paste, garam masala, red chilli powder, salt, turmeric, coriander powder.  Add yogurt and mutton.  Add crushed coriander seeds and allow them to cook.  Garnish with pounded coriander seeds and whole red chillies.


This one will dazzle at your dinner table!



No comments:

Post a Comment