Thursday, October 26, 2017

Surkh Murgh ( chicken laali )









Related image

Salam Dosto.....lijiye phir hum aur tum aur dastarkhwan....kyon na hum badayein is niyamat ki shaan....khuda ne insan ki khatir kya kya nahi nawaza...in niyamaton ka iwaz shukur ke siwa kya hosakta hai...usne zindagi ke liye ghiza bakhshi...ghiza ke saath zaayeqa bhi...ab insan kahan chund zaayeqon per tamam karne waala...vo aur aur ki khoj may kya kya khojta chala gaya....aur ek khoj ye bhi teheri...dosto bi murghi ne anek zaayeqon may khud ko pesh kar ke kitne dilon ko shaad kiya...ek hamare ghar ki nhanni ki demand roz yehi hai...chicken chawal...hmmmm...to chalein aaj hum bi murghi ku halke phulke masalon se arasta karein...aur aapke dinner ki ,lunch ki, dawaton ki zeenat badhayein....zindagi hazar niyamat hai aur us per ye zaayeqa mazeed inayet hai....

to phir chalein jhatpat murgh chillie masala tayar karein..aayein aayein....is zaayeqe ko mohabbat ka salam aaj ye rahega ulfat ke naam....



Chicken Chilli Masala
-----------------------------
Ingredients 
-----------------
500 gms chicken
3 big onions
A bunch of coriander leaves
10 green chillies
2 Tbsp peppercorn
1 Tbsp jeera
A bunch of curry leaves
1 Tbsp ginger-garlic paste
4 Tbsp oil
Salt, to taste
---------------------------------------
Direction
------------
Grind coriander, ginger, garlic, curry leaves, jeera, pepper corns and green chilli together. Make an onion paste. Wash the chicken and drain the excess water. Add the paste made out of the ingredients and 1 tsp oil to the washed chicken and allow it to marinate for half an hour. Heat oil in a pan.Add the onion paste into the pan and allow it to fry till the raw smell of the onion is gone. Once it turns brown in colour, add the marinated chicken and allow it to cook on a low flame till the chicken is cooked. (Add water in small quantity as and when required.)Add the required amount of salt once the chicken is cooked and allow it to cook for a couple of minutes to let the chicken absorb the salt. The chicken is ready to serve. 

Note: Do not close the lid while the cooking the chicken and keep stirring it every 5 minutes so that it does not stick to the pan. 

6 comments:

  1. This comment has been removed by the author.

    ReplyDelete
  2. lazeez aur lajawaab ......zayka , zubaan se shuru hota hai ...aur pet me utar jaata hai.... magar jo dil tak pahunchta hai ...wo hai...saleeka e zaayka ....us zaayke ko banaane wale hamesha yaad rah jaate hain ....:)....
    ye pet tak naa pahuncha ye malaal hi rahega..:) :)

    ReplyDelete
  3. bahut ache....pet aapka kitchen aapka bi murghi bhi aapki...so dair kis baat ki...apni pyaari se kahiye .....pet se jo qareeb hai...

    ReplyDelete
  4. Thanx woodsworth it’s my pleasure

    ReplyDelete