Monday, January 4, 2010

Egg Bolls



Azeez Dosto..kyon na ek alag zaayeqa aaj ki shaam ki chaaye ke saath try kiya jaaye.lijiye egg bolls chana daal ke sang..bada lutf dete hain agar chatpate hon..waise jinhen mirch se parhez hai vo bhi kum mirchon ke saath zayeqa le sakte hain...mirch ki kami-o-beshi iske zaayeqe ko badal nahi sakti..jistarha halaath ki oonch neech ke bawajud ek acha aur sacha dil apna karam kiye jaata hai..bilkul usi tarha ye apna zaayeqa barqarar rakhte hain..khaa kar dekhiye phir mujhe bataaiye zarur..


Ingrediants
-----------------
1 cup Split Bengal gram /chana dal,soaked
4 eggs
6 green chillies
3 tbs Coconut
1 tbs cumin seeds
½ inch piece ginger
6 cloves garlic
1 onion chopped
¼ cup grated cheese
¼ cup fresh coriander leaves chopped
salt
oil
Direction
---------------
Drain and grind the dal with coconut, green chillies, cumin seeds, ginger, garlic and green chillies coarsely. Now add chopped onion, cheese, salt and coriander leaves. Beat the egg till light and fluffy. Add the eggs to the dal mixture and mix well. Heat oil in a pan. With the help of the teaspoon drop the above mixture into the hot oil and deep-fry till golden in colour. Drain and place on an absorbent paper. Serve hot with tomato sauce or tamarind chutney or mint chutney.

No comments:

Post a Comment