Monday, April 16, 2012

sartaaj ki pasand- Hamaar pasandey Bahaar




Adab Dosto...vo isliye ke aaj hum jis recipie ki baat karne jaarahe hain vo dab kar adab say banti hai aur zaayeqe ke saarey adab baja laati hai....yaane k ye hammer tale mesmair hojaati hai..dekhiye mohabbat may mit jaana isko hi kehte hain...aapki khushi ki khaatir zaayeqe ne kya kya na liya...kya kya na kiya...

Ye pasande aapki pasand par purey uterenge....kyon ki ye hain hi lajawaab...gar jawaab dhundna chaho tou phir aao...arey kahaan...aji wahaan jahaan say her mashoor chef aur mashoor hua....yaane ke apna bawarchi khaana..jahaan her ek ka hai aana jaana...wahin say seekha hai parion nay dil lubhaana...

Husn zarur dil ki sairaabi hai...magar husn ka zaayeqa tab milta hai jub husn may is zaayeqe ki amezesh ho....so kyon na jamaal-e-husn ko ye kamaal bakhsha jaaye...aaiye hum aur aap banaayen ye lazeez pasandey....



Ingrediants
-------------
  • 1/2 kg undercut beef
  • 1 cup natural yogurt
  • 4 tbsp vegetable oil
  • 2 tbsp lemon juice
  • 2 tbsp papaya paste
  • 1 tbsp ginger paste
  • 1 tbsp garlic paste
  • 1 tsp red chili powder
  • 1 tsp red chili flakes
  • 1 tsp hot spices powder( garam masaley )
  • 1/2 tsp turmeric powder
  • salt to taste
  • coriander leaves as required
  • few lemon wedges

     Direction
     --------------

  • Cut beef undercut into small slices.
  • Make it thin by using hammer.
  • In a bowl, combine together yogurt,red chili powder, turmeric powder, hot spices powder, red chili flakes, oil, papaya paste, ginger garlic paste, lemon juice and salt.
  • When all the spices are properly mixed, marinate beef slices in it.
  • Marinate for 30 minutes.
  • Heat a greased grill pan.
  • Grill marinated beef on low heat for 10-15 minutes or until cooked thorough.
  • Transfer into a serving dish.
  • Garnish with coriander and lemon wedges
  • Serve hot with naan and raita.

No comments:

Post a Comment