Friday, May 31, 2013

Mastani Haleem







Assalam-o-Alaikum Dosto....kaafi dino baad waqt ne fursat di humen ...so aaj aap sab ke liye meri pasandeeda recipie laai hun...Haleem bibi...ji ji ye nhanni munni say nani bi tak ki pasandeeda dish hai..asan yon ke jinhen asanion ki talaash rehti hai unke liye mazeed asan hai...waise dekha jaaye tou ghiza ka rabita seedha ulfat say hai...jub tak aapke dil may isey banane ki umang na ho bhala zaayeqa kaise aaye..So meri azeez behno, jub bhi aap apne azeezon ke liye khana banaayen tou yaad rakhiye ke vo aapko kitna azeez rakhte hain...unki mohabbat ka ehsaas aapko thakan ke ehsaas say door rakhega....aur yon gungunaate huye khana tayar hojaayega..

Chaliye zara in haleem sahiba ki tareef may do lafz hojaayen...her niwala anek zayeqe deta hua seedhe aapke dil ke raaste dusron ke dil tak pahunchta jaayega...yon ye nerm-o-gudaz haleem bi maydey ko mutasar kiye baghair azeezon ko mutasar karengi...i mean impress karegi...zayeqedar haleem ka lutf uthaiye aur apne chahne walon ki chahat badhaiye....


Ingredients :
------------------
1kg Mutton-boneless,
 ½ kg wheat-soaked in water for one hour and drained
½ kg Bengal Gram- soaked in water for one hour dr
1 tbsp Ginger-Garlic paste
1¼ cup Chopped Onions
1 tsp Green Chilli paste
2 tsp Green coriander paste
1/4 cup Lemon juice
3-4 Black Cardamoms-seeds
1/2 tsp Cinnamon powder
1 tsp Chilli powder
1/2 cup Oil
2 tsp Salt
Green chillies and coriander leaves and fried onions for Garnish

Direction
--------------

Mix together the yogurt, lemon juice, green chilli and coriander paste, cardamom and cinnamon powder, chilli powder, ginger-garlic paste and salt, then marinate the meat in this mixture and leave 3-4 hours.
 Add enough water to the wheat and Bengal gram and cook till tender. When cool enough to handle, blend to a paste in a blender.
Cut onions and fry it till it changes in brown color and keep it a side.

 Now take a vessel and heat the oil and add the meat mixture. Turn around over high heat, then Add water to cover and cook, covered over low heat till tender.
And now yummy haleem is ready to serve ....