Sunday, June 2, 2013

"Prawn" jaaye per vachan na jaaye...........





Azeez Dosto...Adab...lijiye aap sab ki mohabbat nibhane phir aagaye hum..aapke intizar ki qasam...ye recipie aap sab ko khush kardene wali khush zayeqa recipie hai...Goa ka datarkhwan ho aur nariyal na ho...aisa ho hi nahi sakta..so ye zayeqa Goa ki nerm taaza hawa ke jhonke ki tarha aapka dil shaad kardega...Aap Goa jaayen ya na jaayen per ye Gowan dish zarur khayen....

Zindgi baaz auqaath humen mauqa nahi deti bahut say tajrubaat ka...Mayus hone ka bhi...so hasrathon may waqt ganwane ki bajaaye kyon na apni dastaras may maujud muhallaton say dil ko shaad kiya jaaye...Asan sa tareeqa hai...Dekhiye duniya simat kar qareeb hone ka mauqa faraham kar rahi hai...tou kyon na hum bhi apna haath badhaayen...zayeqon may sab ki yaad shaamil karen...Tou phir aayen ye sada si lazeez dish banayen...khaayen aur khilaayen...

Waise ek dusre ko khush karna kitna asan hai..ek acha sa dinner, ek mehakti chaye, aur ek khubsurat si muskurahat....dair kis baat ki hai tou kyon na  azmaayen...


Ingredients
-----------------------
1 tbsp sunflower oil
1 onion , thinly sliced
1 tbsp freshly grated ginger
2 garlic cloves , crushed
1 red chilli , deseeded and sliced
½ tsp turmeric
½ tsp chilli powder
1 tsp ground coriander
10 curry leaves
1 large potato , diced
400ml can half-fat coconut milk
8 tomatoes , halved
handful baby spinach
200g pack raw peeled prawns

FOR THE CUMIN RICE
------------------
1 tsp cumin seeds
175g basmati rice

Heat the oil and fry the onion, ginger, garlic and chilli for 5 mins until starting to soften. Add the spices, curry leaves and potato, then cook for 1 min more. Stir in the coconut milk and tomatoes, cover and leave to simmer for 10 mins until the potato is tender.
Add the spinach and prawns. Cook for 1 min more until the spinach wilts and the prawns turn pink.

Meanwhile, make the rice. Tip the cumin into a pan and toast over a dry heat for 30 secs. Add the rice, salt to taste and 400ml water, then cover and cook for 8-10 mins until the rice is tender and the water has been absorbed. Serve with the curry.