Friday, October 11, 2013

Shabdeg Nihaari



Adab Dosto...ye recipie aap sab ne khaii hogi...per is andaz may banaii na hogi...mera matlab hai shamma ki tarha raat bhar jul kar jub lakdi koyla hoti hai tab kahin ye Nihaari ka zayeqa aur Husn rang laata hai........ek baat aur readymade masalhon ne waqi aapki raat badha zarur di hai per asli zaayeqa nahi...waqt jub wafa kare tab is dish ko mauqa dein apne dining per sanwrne ka...

Shabdeg kashmiri apne saath awad laaye they...sardiyon ke mosam ka khaas ehtmaam hoti thi ye dish.....maine Nihaari ko shabdeg isliye kaha ke tamaam shab ye deg may jub pakti hai tab uska asli suwad nasib hota hai...khair ab na kisi dil ko intizaar ki taab hai na aajkal ki kamzore aankhon may shab-bedaari ki quwat...so asan tarkib azmaii jaaye...Recipie ka lutf uthaya jaaye...khaii jaaye khilaii jaaye....

Ingredients:
-------------------

• 1/2 kg Meat
• 1/2 tsp Turmeric powder
• 1 tsp Coriander powder
• 1 tsp Ginger paste
• 1 tsp Pepper
• 1tsp Chili powder
• 4 tbsp Oil
• 3 tbsp Flour
• Salt to taste

Spice mix

----------------
• 2 tsp Fennel seeds
• 2 Small cardamom pods, seeds
• 2 Whole black cardamom pods
• 2 tsp Coriander seeds
• 1/2 tsp Whole black peppercorns
• 1/2 tsp Cumin seeds
• 10 Cloves
• 1 Cinnamon stick
• 1 Bay leaf
• 1/4 tsp Nutmeg
• Onion slices, coriander, ginger and green chilies for garnishing

Direction
--------------
• Take a heavy based pot and heat oil.
• Fry the meat a little.
• Mix salt, chili powder, turmeric, coriander powder, pepper and ginger paste.
• Pour a little water.
• Mix flour in half cup of water.
• Add this mixture to the meat and boil it.
• Grind all the spice mix until powdery fine.
• Add this to the meat.
• Add 3-4 cups of water cover and leave it to tenderize over very low heat.
• It will take about 5 - 6 hours for chicken and more if using beef.
• Fry some onion slices in oil until golden brown.
• Garnish the Nihari with it.
• Fresh coriander, ginger and green chilies can also be used for garnishing.